Al-Qaim Foundation

Home Al-Quran Amaal Ziarat E-Books Stories Articles Poetry Duas Law Social Matters Wallpapers Membership ABOUT US



Chashama hay jis k fayz ka jari kidhar giya?
Pusht nabi thi jis ki sawari kidhar giya?
Nokay sinaan pay jis nay sunaya kamalay haq
Quran dohndta hay woe Qari kidhar giya?


Ik raat Muhammad howa mayhman rabay jali ka
Khaliq say hovi baat yah kahna hay wali ka
Parday main khuda tha k nahin tha usay maloom
Sarwar nay bataya hay k lahja tha ALI (a.s) ka


Dunya jo deen say dakhi khali HUSSAIN (a.s) nay
Bunyad LA ALLAH ki dali HUSSAIN (a.s) nay
Janat ki arzo main kahan ja rahay hain loog
Janat toe Karbala main mangwa li HUSSAIN (a.s) nay

 Khaliq nay kuch es tarha utaray hain Muhammad
Har doar main har shakhs ko piyaray hain Muhammad
Aksar dray Zahra pay yah Jibreel nay soocha
Paygam kisay doon? K yah hain saray Muhammad


Arsh walay Usay nooray jali kahtay hain
Farsh walay Usay Allah ka wali kahtay hain
Mushkilain par jati hain Mushkil main jis k naam say
Apnay unwan main hum Usay ALI (a.s) kahtain hain

                           

Karwan e Hussain Ko Shahdat Bula Rahi Hai..
Madeene Se Karbala Ki Khusbo Bula Rahi Hai..

Maqtal Main Yeh Kehte Rahe Hussain(a.s)Moula.
Muje Tu Aghosh e Madar Zahra Bula Rahi Hai..

Lo Behan Jata Hoon Tujhe Chor Ke Dasht Main..
Muje Firdon Main Khusbo Nana Ki Bula Rahi Hai..

Ab Tak Hai Dhoop Main Asgar Ki Maa Rubab..
Aai Mere Asgar Tujhe Teri Madar Bula Rahi Hai..

Kaha Sajjad Ne Akbar Se Yeh Ashoor Ki Suba..
Aai Humshakl e Mustafa Tujhe Azan Bula Rahi Hai..

Babar Karbala Ki Taraf Kar Ke Jo Daita Hoon Sadain..
Lagta Hai Muje Ab Firdos Bula Rahi Hai..

~ Nimaz-e-Ishq har Pal Ada Hoti hai ~
~ Dukhon mai Bhi Harigz na Yeah kaza Hoti hai ~
~ Wohi Ada kartay hain yeah Nimaz-e-IshQ ~
~ Jin K Lahu mai Shamil Mola (A.s)ki Wila Hoti HAi ~

Shikast ko jo irade se toor day woh ALI(as)
Wajood-e-LA ko jo mumkin se joor de woh ALI(as)
Khuda ke bandoon tumain kia khabar ALI(as) kia hai
Mili hoi jo Khudai ko chor dai woh ALI(as)hai

WAJUDE HAQ SE SARA NIZAM QAIM HAI
KISI K FAIZ SE SUB INTAZAM QAIM HAI
WO OUR HONGE YATEEMAN-E-MAZHAB 0 MILAT
HAMARAY SIR PER HAMARA IMAM QAIM HAI

  • Ali (as)ki zaat mushkul kush-e alaam hai
    Ali (as)ki zaat mujhay kar saz lagti hai
    Mian be nimazi nahin ae nimazio son loo
    Mujhay Ali(as) ki muhabat hi nimaz lagti hai
  • Meray Rasool Pak(saw) ki fitrat Hussain(as) hai
    Sabr-o-raza, tehmal-o-jurat Hussain(as) hai
    Meri namaz raigan jai gi kis tarha
    Meri to her namaz ki neeat Hussain(as) hai.
  • Shah-e-BADR O HUNAIN rehte hain
    Nazish e Mashrekain rehte hain
    Ah Aye Jannat! Tawaf kar Mera
    Ke Mere DIL mein, HUSSAIN(as) REHTE HAIN
  • *(chary pa jis ka ishq-o-mowadat ka rang ha)*
    *(munkir sa jis ki roza azal sa he jang ha)*
    *(pahchan ya bohat ha ka marna ka bad bhi jo muskra para)*
    *(wo ali ka malang ha)*
  • [jab wo aan ga hum sab ko ziarat ho gi]
    [oth ka marqad se bhi ana ki ijazat ho gi]
    [hon ga esa<a.s>bhi magar ap parhan ga namaz]
    [do qadam aga nabut se imamat ho gi]
    • "bad talash na kouch wsata nazar se mila"
      "nishana manzil-e-maqsoda rahbar se mila"
      "ali mila to mila khana-e-khuda se human"
      "khuda ko dhonda to wo bhi ali ki ghar se mila"
      • ~*~ya 14 han to nizama ilahi zinda ha~*~
        ~*~inhi ka nam sa khaliq ka nam zinda ha~*~
        ~*~mana ka yad zamana ko hum batata han~*~
        ~*~hami wo log han jin ka imam zinda han~*~
        • sub kuch mara mare mola ka hi
          hum tu kuch be nia hain
          jo be hota hi wo karta hi
          bus sub k lya dua kya karo
        • ya Ali tere naam acha lagta hai
          teri nisbat se islam acha lagta hi
          log kehte hein tere ishq mein muje kaafir
          mola tere ishq mein ya ilzaam acha lagta hi
        • Ya Ali (A.S.) Madad

          Mein kyu na kahoon dil se sadaa, Ya Ali (A.S.) Madad
          Khayber mein jab nabi ne kahaa Ya Ali (A.S.) Madad, Ya Ali (A.S.) Madad

          Hoti hai jaan kisliye takleef aap ko
          Kehte hai jab bhi ehle azaa Ya Ali (A.S.) Madad, Ya Ali (A.S.) Madad

          Is waste wo lete nahin hai Ali (A.S.) ka naam
          Kehte hai sirf ehle azaa Ya Ali (A.S.) Madad, Ya Ali (A.S.) Madad
          • IAsool-e-Deen Naa Bachatey Jo Karbala Waley.!
            Waraq Waraq Yeh kahanni Bikhar ghaye Hotee..!
            Bacha Gaya Isey Sajda Hussain(a.s) Kaa warna!
            Nammaz Ass´r Say Pahley He Maar gayee Hotee.!!
            • Thukra ka takht aai hai Fizza(s.a) yaqeen se
              Is dar ki naukri hai tou shahi fuzul hai
              Sabit ki hai us ne Madinah se Shaam tak
              Aal-e-Nabi se mohabbat hee deen ka husul hai

              Ham ne kab kaha k hamari hai Karbala
              Sach baat tum kaho tou tumhari hai Karbala
              Har daur k yazeed ki ibrat k wastay
              Jahan hoga zulm wahan hogi karbala

Sajdy se Karbala ko Bandgi Mill Gai
Sabar se Ummat ko Zindgi mill Gai
Aik Chaman (Bibbi Fatima)Ka Ujrra
Magar Sary Islam ko Zindgi Mill Gai.

  • Abbas(a.s) ko pukariye Haq k Wali k baad
    Naad-e-Ali ek aur hai Naad-e-Ali k baad
    kat jaye sar magar karoon ga zikr-e-Ahl-e-bait
    Ik aur zindagi bhi hai is zindagi k baad

  • 100 Baar le gai sar-e-bazar muflisi
    har baar main ne apna aqeeda bacha lia
    main ne parhi thi apni hifazat k wastay
    Naad-e-Ali ne sara ilaqa bacha lia

  • Hudud-e-behr hai kam arsa-e-zaman main nahi
    Ali(a.s) ki Misl zamin kia aasmaan main nahi
    Teri namaz tere munh pe maar de ga khuda
    Ali(a.s) ka naam jo shaamil teri azaan main nahi

  • Jahan main aaj bhi zaalim ko dar Hussain(a.s) ka hai
    Jahan bhi hoti hai Majlis wo ghar Hussain(a.s) ka hai
    Likha hoa hai ye zulm-o-sitam k seenay par
    Jo jhuk saka na kisi se wo sar Hussain(a.s) ka hai

  • علی کو خالق اکبر کا عین کہتے ہیں.
    حسن کو قلب رسالت کا چین کہتے ہیں.
    بچا کے دین خدا جو خدا کی لاج رکھے.
    زبان عشق میں اس کو حسین کہتے ہیں.

  • دم ہمہ دم علی علی
    مست ولاے حیدرم
    ہر دو جہان دلبرم
    شاہ شریعتم علی
    پیر طریقتم علی
    حق با علی حقیقتم
    موتاے حب مرتضی
    ساقی منقد مرا
    تشنہ آب کوثرم
    شعلہ طور کل قہا
    شمع فروز انما
    نور نواے ظلمتم
    نقطہ با بسم اللہ
    سر سراے لاالہ
    اول نقش والقلم
    ناراض ہاے ہو کوم
    سوے نجف رواںشوم
    بوسہ با آستاں صنم
    دم ہمہ دم علی علی

مرتضی شیر یزداں ہست علی ۔
شاہ اعلی ولایت آں ہست علی ۔
حضرت حسن حسین جاں ہست علی ۔
ہر دو عالم کہ نام و نشان ہست علی

Ali Ali jo kahaan zindagi bhi cheekh uthi
Falak tu jhoomta tha
Lo zameen bhi jhoom uthi

Ye kia main dekhta hoon kal talak joo thay munkir
Unhi kay ghar say ye nikali sada
Ali ya Ali ya Ali tu hai wali

Ja ab tu cheekh elaan kar ya fatwa de
Malang tu phir bhi teray samnay khadra hokar
Sada jo de gat u pohanchay gi

Ali Ali ya Ali ya Ali tu hai wali

Meri khuwaish meri hasrat
Hai zindagi say aik chahat
Kay jism say juda hotay hoay ye hi kehdaina

Ali Ali ya Ali ya Ali tu hia wali

Ata hoi hai abhi wo bhi main raqam kardoon
Mera imaan o aqeeda hai kay hashr kay din

Khuda bhi kheday ga
Ay malang zara tu sun
Ali kay sadqay main ja tujko main nay bakshish di

Magr is shart pay kay jannat main bhi kahay gat u

  • Darain ka Sultan Hussain(a.s) inb-e-Ali(a.s) hai...
    Ek bolta Quran Hussain(a.s)ibn-e-Ali(a.s) hai ..
    Mana k musilman kii pahchan hai Kalma ..
    Or Kalmay kii pahchan Hussain(a.s) ibn-e-Ali(a.s) hai ..

  • Kiya jalwa Karbala mai dikhaya Hussin ne,
    Sajday mai jaky sar ko kataya Hussain ne,
    Khushbakht Hur(a.s) tha ap k kadmoon mai gir gaya,
    Soya Naseeb us ka jagaya Hussain(a.s) ne,
    Nazay pe sar tha or zubaan per thi Ayatain,
    Quran is tarah b sunaya Hussin(a.s) ne,
    Akber(a.s) kii khush ankhoon se ansoon chalak paray,
    Sughra(s.a) ka jab payam sunaya Hussain ne,
    Sadmay se Karbala waloon kii b cheekhain nikal gayee,
    Asghar(a.s) ko jab galay se lagaya Hussain(a.s) ne..........,

  • Ye Zainab(s.a)-e-Muztar kii duaoon ka samer hain ...

    K bus Gham-e-Shabir hain aur sham-o-Saher hain ...

    Jis dar per jabeen juktee hain miltee hai muradain ...

    Aisa koi dar hai tu wo Shabir ka dar hai ...........

Futwa e Yazeed Mukaam e Hussain(a.s)Aur Buland Kargaya
Farzand e Ali (a.s) Abbass (a.s)Batil Say Jang Largaya
Pani Gar Day Daita Kiya Jata Fauj e Dushman e Rakeeb Ka
Bayshak Haar Fard e Al Rasool Dill Jaeet Gaya Muneeb Ka
......
Umeed e Janat Na Rakhay Har HUMAITi e Yazeed
HAKEKTAN Tha Khatam Shud Waqat e Mafi MAZEED
.....
KHANDAAN E YAZEED PER LANAT TAQAYAMAT
HAR FARD E JAHAN KE LANAT KHANDAN E YAZEED PER
TAMAM UMAT E MUSALMAA KEE LANAT TAQAYAMT YAZEED PER
JOO LOGG JAAN BHOJ KAR YAZEED KAA SAATH DAITAY HAIN
DARSAL SHAITAN KAY WO HATHON MAIN HAATH DAITAY HAIN
HUM JANTAY HAIN HUM GHALAT HAIN NAZAR E ABLEES MAIN
MUNKAR E WALAIT E ADAM AJJ KAL WALAIT E ALI KA MUNKAR

  • RAH-E-KHUDA MAIN HUQ HAY NIKELNA JIHAAD MAIN

    LAIKIN BERRA HAY FERQ JIHAAD O FASSAD MAIN

    BURQAY PAHEN KAY KHARJEE NIKLEE THEEN TALBAAT

    JUNG-E-JAMMAL KEE DHOOM THEE ISALAMABAD MAIN

  • Safar taweel hay rahay nijat choti hay
    Ali(a.s) ka zikar bohut hay hiyat choti hay
    Ali(a.s)ko kasy main molaay kainat kahon
    Bara hay namain Ali kainat choti hay



    Ali ka zikar ebadat hay payrvee eman
    Ali ki rah ko rahay sawab kahtay hain
    Khuda kay ghar main viladat khuda kay ghar main shahadat
    Yah zindigi hay jisay kamyab kahaty hain




    Jab insane ko jakar lati hain nakami ki zanjirain
    Na dolat kam aati hay na kam aati hain tadbirain
    Aagar aysi ghari aaya toe ghabrana nahin
    Ali ka naam laynay say badal jati hain taqdeerain



    Ali ki soorat b mujza hay Ali ki seerat b mujza hay
    Ali khybanay Mustafa (s.a) ki fiza main pal kar baray howay hain
    Viladat un ki khuda kay ghar main shahadat un ki khuda kay ghar main
    Jo es haqeeqat say muktalif hain woo sab fasanay kharay howay hain


    Jo Fatima hay jozway payghambar who kon hay
    Jis par gira hay jalta huwa dar who kon hay
    Tasbeeh jis ki aaj b hay zinnaty namaz
    Baad az nabi doorud hay jis par who kon hay
    Mana na jis ko baaday nabi warsay nabi
    Sab jan lain gay kal sray mahsher who kon hay

  • Iss ka wajood daag hai qalb-e-rasool per
    Chahat jaise hbi SHABA-E-SHABBIR se na ho
    Zameen azam-o-shujaat ke aasmaan ABBAS
    Paley Barhye hain imaamoo ke darmiyan ABBAS

    Jari diler bahadur ALI ki jaan ABBAS
    Liye hain dosh pe islam ka nishan ABBAS

    Haram saarey HUSSAINI ke pasban ABBAS
    Tera khayal tha sehra mein saiban ABBAS

    Mein kaise maan loon ke woh jeeta HUSSAIN se
    Jo fatah manad ASGHAR be-shir se na ho

    Deta hai bad-dua mughe mere badan ka khoon
    Matam ager HUSSAIN ka zanjeer se na ho

  • AGAR KHOF_E_ KHUDA HAI DIL MAIN TU BAS ITNA BATLAOO
    UNHAIN BASHAR KEHNAY KI KOI WAJA TU BATLAOO
    MERAY MOLA KAY BARAY MAIN YE KAISAY KEHDIYA TUMNAY
    AGAR GHAIRAT HAI MARJAOO KAHIN JAKAY AKAYLAY MAIN

    YE KAISA DAUR AGAYA MERAY MOLA KI UMMAT PAY
    JHUKAY THAY JOO SAGDOON MAIN
    KION JARAHAY HAIN KANDHOON PAY
    SABAQ TU AIK HEE MOLA NAY PARH NAY KO DIYA TUMKOO
    MAGAR AFSOOS SARA WAQT TUM GHAFLAT MAIN REHTAY THAY

MAIN MALANG MAIN MALANG MAIN MALANG
TERAY WASTAY TERI RAH MAIN
MAIN MAIN MALANG
YE HEE ILTEJAA HAI MERI TERI RAH PAY CHALOON HAR KADAM

MAIN MALANG MAIN MALANG MAIN MALANG
TERAY WASTAY TERI CHAH MAIN MAINAMALANG
YE JO AIK RAH HAI MILI
ISI AIK RAH PAY HOO JAI ZINDAGI KHATAM
MAIN MALANG MAIN MALANG MAIN MALANG

TERAY WASTAY TERI RAH MAIN MAIN MALANG
HOON MAIN KHUS NASEEB TU MILA MUJHAY WARNA ZINDAGI THI YAHEEN KHATAM
MAIN MALANG MAIN MALANG MAIN MALANG
TERAY WASTAY TERI RAH MAIN MAIN MALANG

YE JO DARS TU NAY DEDIA
YE HEE DARS BANA HAQ KI JAAN
MUJHAY ZIKR KARNAY KI HO AATA
TERA ZIKR-E- MOMININ KI JIND-O-JAAN
MAIN MALANG MAIN MALANG MAIN MALANG
TERAY WASTAY TERI CHAH MAIN MAIN MALANG

TERAY KHALQ HONAY KI WAJA BHI HAQ
TERI ZINDAGI KA MAFHOOM BHI
TU NAY KARBALA MAIN KIA AYAAN
AIN DE RAHA HOON SHAHAADAT YAHAAN
MAIN MALANG MAIN MALAN MAIN MALANG

  • ALI KA NAAM BHI HAQ
    USKI PEHCHAN BHI HAQ
    DEENAY ISLAM BHI HAQ
    AUR JANG-E-KARBOBALA KA UNWAAN BHI HAQ
    AUR IKHTETAM BHI HAQ
    AUR JANG-E-BADAR MAIN MERAY MOLA KI SADA KA MAFHOOM BHI HAQ
    AUR US PAY LABAIK YA RASOOL ALLAH KEHNAY WALA INSAN BHI HAQ


 

ali imam manasto manam ghulaam e ali
hazaar jaan e giraami fida e naam e ali
haideree m kalam daram mastam
banda e murtaza ali hastam
peshwa e tamaam marda na moon
ke sage kue sher-e-yazdaanam
kabhi deewar hilti hai kabhi dar kaamp jaata hai
ali ka naam sunkar ab bhi khyber kaamp jaataa hain
shaah-e-mardaan ali
ali mola ali, ali mola ali
jab jaan tan se nikale labb par mere yahi hoga
ali mola ali, ali mola ali
japle japle re manwaa
yahi naam sachcha hain pyaare
yahi naam tere sab dukh taale
isi naam kee barkat ne diye raaz e haqeeqat khol
tu bhi kar ali, ali mola ali
kab kisee be nawaa se kahta hoon
sab ke haajait rawaan se kahta hoon
baat sher-e-khuda se kahtaa hoon
door hoja nazar se ae mushkil
warna mushkil khusha se kahta hoon
kyunki woh hain mere ali ali
shaah-e-mardaan ali
la fata lillaah ali
sher-e-yazdaan ali
haq ali ali ali mola ali ali
tan par ali ali ho zubaan par ali ali
marjaaoon to kafan pe bhi likh na ali ali
haq ali ali ali mola ali ali
bagaair hubb e ali muddaa a nahin milta
ibaadaton ka bhi hargiz silaa nahin milta
khuda ke bando suno gaur se khuda ki kasam
jise ali nahin milte khuda nahin milta
k(b)asak talaash na kuch us ate nazar se mila
nishaan e manzil e maqsood raahbar se milaaa
ali mile to mile khaana-e-khuda se hamein
khuda ko dhoondha to wo bhi ali ke ghar se mila
khuloos-e-dil se ali ka jo naam leta hai
wohi to lazzat umr e tamaam leta hain
khuda ke bando suno gaur se khuda ki kasam
ali ka naam to girto ko thaam leta hai.
paigumbari ke chaand ka haala ali ali
baatil ki teergi ka ujaala ali ali
paigaam e k(t)irthgaar ka jauhar ali ali
imaan ke sadakh ka hai gauhar ali ali
ustaad e jibraaeel e mukarram ali ali
mola-e-kaaenaat muazamm ali ali
sardar e ambiyaan ka tabassumm ali ali
chashm-e-junoon e afzal o akram ali ali
ibaadaton ka jo unwaan hai to zikr e ali
kamaal e markaz e imaan hai to zikr e ali
sukoon e qalb ka saamaan dhoondhne waalon
sukoon e qalb ka saamaan hai to zikr e ali
maujood e kabaa din e mukammal ali ali
paigambaree ka shaahid-e-awwal ali ali
d(h)ir de zubaan e alhe zamaana ali ali
yakhtaa e roz gaal yagaana ali ali
altaaf e be badal ka khazaana ali ali
insaan ki azmaton ka taraana ali ali
nazar haqeeqat shinaas paayi to kya kahoon kis ada ko dekha
har ek zarre mein jalwe farmaan mohammad o murtaza ko dekha
kasam khuda ki ali nabi se
nabi ali se juda nahin hain
ali ko dekha nabi ko dekha
nabi ko dekha khuda ko dekha
sahar hui shab-e-meraaj ki to logon ne
jamaal e paak rukh e syed ul bashar dekha
kahaa ghulaamon ne humse bhi kijeeye irshaad
jo kuch huzur ne yaasha ah arsh par dekha
to harfashaa hue lale labe rasool e kareem
ajeeb martaba haider ka arsh par dekha
wali wali ke sada thee jahaan jahaan pahoche
ali ali nazar aaye jidhar jidhar dekha
deed haider ki ibaadat hai ye farmaan-e-nabi
deed haider ki sab karlo
jinki mahfil ho woh mahfil mein zaroor aate hain
aao sab kar lo deed haider kee sab kar lo
nigaah e raah mein bichaado ke aap aaye hai
dilon to farsh bana do ki aap aaye hain
deed haider ki sab karlo
deed haider ki ibaadat hai ye farmaan-e-nabi
hai ali rooh e nabi jism nabi jaan nabi
gul e tatheer ali haq ki shamsheer ali
hain piron ke pir ali
har ek wali ke dil ki sadaa hai ali ali
khu(r)l de baree ki aab o hawaa hai ali ali
jo aaye haq ka raahnumaa hai ali ali
mahboob e mustafaa-o-khuda hain ali ali
Shah e mardaan ali ...

  •  
    • RAB ki farma bardari HIJAB main hai.......
      NABI(pbuh) ki tarafdari HIJAB main hai....
      jo hamyi AZADI E NISWAN hain
      unki pareshani HIJAB main hai....
      main na khuab dekha aik HASEEN
      MILAT meri sari HIJAB main hai
      Mera IMAN gar MAZBUT hai
      phir kasi dhushwari HIJAB main hai
      jo chasam o dil ka pardha sumjjhain faqqat
      ya daleel aik anari HIJAB main hai
      main chasam e tasawur main unhain dekhatyi hun
      BIBI(PAK)meri HIJAB main hai
      na nikla suraj dekh kar un ka aik bal...
      tha MERI BIBI ka HIJAB aisa....
      yad hai khawateen tum ko woh KISA NATAMAM....
      china bibiun ka hijab......shakiul qalab addi na
      diya jis islam ka lie apni CADER meri BIBI as nay
      ay!islam ki betyuin kyun phirti hu PHIR nage sir
      ZAINAB ka SAKUN HIJAB main hai......
      parde main MAZA kaisa?
      kasie batun BATOOL ?
      JANAT ki TYARI ..HIJAB main hai.
      • QURAN"S Noor Is MUHAMMAD.

        QURAN"S Name Is ALI.

        QURAN"S Heart Is FATIMA.

        QURAN"S Khulq Is HASSAN.

        QURAN"S Patience Is HUSSAIN.

        QURAN"S Prayer Is ZAIN_UL_ABDIN.

        QURAN"S Knowldge Is MUHAMMAD BAQIR.

        QURAN"S Truthness Is JAFAR SADIQ.

        QURAN"S Angriness Is MUSA KAZIM.

        QURAN"S Thinking Is ALI RAZA.

        QURAN"S Taqwa Is MUHAMMAD TAQI.

        QURAN"S Cleanliness Is ALI NAQI.

        QURAN"S Haibat Is HASSAN ASKARI.

        QURAN"S Hadie Is MUHAMMAD MAHADE.
        • ALI Se Bugz Ko Tu Ne Usul Samjha Hy,

          Munfiqeen Ko Gulshan Ka Phool Samjha Hy,

          Tere Shaur Se Behtar Hy Kafron Ka Gum,

          Jinho Ne Sotay ALI Ko RASUL Samjha Hy,
          • lapti hoi ek laash say roti he sakina

            kahti he ke farmaye ae shah madina

            dhur cheen ke maloon ne tamache mujhe mary

            sar nange kia khemy jala daly humary
            • Karoon Zikar He Tere YA ALI,

              Moje Or Koi Na Kaam Ho,

              Jab Saans Hon Mere Aakre Mere Labon Pe Tere He Nam Ho,
              • Kitni Haseen Qabar Ki Woh Raat Ho Gi,,MOLA ALI Se Jab Hamari Mulaqat Ho Gai,,Munkir Nakeer Aaen Gae Karne Ko Jab Hisab,,Keh Donga Main Ke ALI Se Mere Baat Ho Gi
  • Duniya mey du he nam hey
    Aik Haider aur ak Hussain
    Ak paiyeda hu ker Kaba mey Islam bana giya
    Dusarah Shaheed hu key Karbala mey Islam Bacha giya
  • jab tum par pregi ALLAH ki mar

    dena bhul jaoge gali tum bhi badqar

    ahl beet ki shan ko jan lo shetan umar

    tery muh par lant hain hum sb ki beeshmar
  • Tujh pe mera salaam ho aye dasht-e-bay gayaah
    Meri muhabbaton ki aqeedat wusool ker
    Ayaa hoon rifa´aton ki tamannaa liye huway
    Mera khuloos meri duaa´ain qubool ker-